Posts

Showing posts with the label murli

o kanha ab to murli ki lyrics

Image
Singer Swarn vigh Singer Syam Bhajan sangrah Music Puran tamoli o kanha ab to murli ki lyrics  kanha ab to murli ki madhur suna do taan 🛐 O kanha ab to murli ki madhur suna do taan🛐 Main hu teri, prem deewani, mujhko tum pehchaan🛐 ↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔ Madhur suna do taan 🛐 O kanha ab to murli ki madhur suna do taan 🛐 ↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔ Jabse tum sang maine apne, naina jod liye hai🛐 Kya maiya kya babul sabse, rishte thod liye hai🛐 Tere milan ko vyakul hai ye kabse mere praan🛐 Madhur suna do taan🛐 O kanha ab to murli ki madhur suna do taan🛐 ↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔ Saagar se bhi gehari mere prem ki geheraai🛐 Lok laaj kul ki mariyada saj kar main toh aayi🛐 Meri preeti se o nirmohi ab na bano anjaan🛐 Madhur suna do taan🛐 O kanha ab to murli ki madhur suna do taan🛐 ↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔ Main hu teri, prem deewani🛐 mujhko tum pehchaan🛐 Madhur suna do taan madhur suna do taan🛐 Madhur suna do taan.🛐 __________________________________ o kanha ab to murli ki lyrics ...